Abhar

Maine Iswar se sakti mangi thi, Taki main kuch ban Sakun
Usne mujhe kamjor banaya taki main dusron ki sewa adab se karun
Maine Sehat maangi thi taki main bade kaam kar sakun
Mujhe durbalata mili taki main jameen se jud sakun
Maine Dhan-Daulat mangi thi taki main khush reh sakun
Mujhe garibi mili taki main bhudiman ban sakun
Maine rutaba manga tha taki log mujhe sarahe
Mujhe ashayay banaya taki main iswar ko na bhul sakun
Maine sab chije mangi thi taki mera jivan khushal ho
Mujhe sirf jivan mila Taki main jivan ko samaj sakun
Maine jo bhi manga tha nhi mila taki main kuch kar sakun
Jo nahi manga woh mila taki main kuch ban sakun
Taki main kuch ban sakun.................

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

guru gyan

thoghts abt freindship

Jindagi Ki Hakikat